Technical SEO kya hai or Kaise Kare Uski Jankari | Ep. #60
Manage episode 312290188 series 3231976
SEO kya hai or ye kitna jaruri hai kisi website ko rank karane ke liye, ye to aap jante hi hoge..
SEO ko 3 Main Parts me bata hua hai:
- On Page SEO [Podcast Ep. #11]
- Off Page SEO [Podcast Ep. #12]
- Technical SEO
Aaj ki iss podcast me Technical SEO ke ware me detail me bataya hai... jisme ye sab Points aate hai:
- Crawl Errors
- Google Kaise Website ko dekhte hai
- Mobile-Friendly Website Design
- Broken Links
- HTTPS Secure Site
- Site’s Loading Speed
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hashtag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
---
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Join RNMewada : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com
----
Podcast Available at : HMH Podcast | Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message
61 قسمت